Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKhumar Barabankawi
HomeKhumar Barabankawi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jo naa kaanton se daaman bachaye phool ban ke wohi muskuraaye phool ban ke wohi muskuraaye yunhi mar mar ke jee ashq hans hans ke pee ghum ke maare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jinn gareebon se duniyaa khafa hai unko bhagwaan ka aasraa hai unko bhagwaan ka aasraa hai mushkilon se naa dhar ho na tu iss kadar besahare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare
jaane tamanna alvida husn ki duniya alvida jaane tamanna alvida husn ki duniya alvida allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai hothon ko apne seeta ja ashq bahen to peeta ja shikwa na kar majboori ka pyaar mein kya ghum doori ka ishq mein kaisa faasla dil se na hoga dil juda allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai ya havibi ya havibi ya havibi mujh ko tadapta rehne de darde judayi sehne de toote dilon ke afsaane zalim duniya kya jaane chhod khuda par faisla tod na dil ka hausla allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai dil se laga le yaadon ko bhool bhi ja fariyadon ko basti ho chahe virana kaaba mile ya butkhana duniya mein nagma pyaar ka manzil manzil gaye ja allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai
Badi Pyaari Kahani Hai
bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena pyaar ki masti chhaayi huyi hai pyaar ki masti chhaayi huyi hai neend si mujh ko aayi huyi hai neend se dekho jagaa nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena aankhon mein sapne jhoom rahe hain aankhon mein sapne jhoom rahe hain geet labon ko choom rahe hain geeton ko aahen bana nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena zindagi aakhen malne lagi hai zindagi aakhen malne lagi hai shamma si dil mein jalne lagi hai shamma jala ke bhujha nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin aankh darr pe lagi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki jaan par ban gayi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai ab to had ho chuki hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye
dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam koi leke aaya sitaare gagan se koi leke aaya bahaaren chaman se koi leke aaya mohabbat ka jaam koi leke aaya mohabbat ka jaam jaam mere meharbaanon ko mera salaam hooo khushi aaj mujhko gale se lagaaye khushi aaj mujhko gale se lagaaye kisi badnazar ki nazar lag na jaaye kisi badnazar ki nazar lag na jaaye meri zindagi mein nahin ghum ka naam meri zindagi mein nahin ghum ka naam naam mere meharbaanon ko mera salaam dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam ga ma pa dha ni ni ni ni ni dha ni dha pa pa ga ma dha pa ma ga sa re ni sa ye paayal ki rimjhim ye geeton ki barkha ye man ki tarangen ye masti ki dhaara o mere saath jhume zamaana tamaam hooo mere saath jhume zamaana tamaam mere
aaaaaa aa ooo oo kisne mujhe sada di kisne mujhe pukara aawaaz dene wale aawaaz de dobara maine tumhen sada di maine tumhen pukara tum arzoo ho meri main khwab hoon tumhara tum kaun ho kahan ho kuchh to mujhe bataao aankhen taras rahi hain soorat zara dikhao deewana ho na jaun itna bhi na sataao kab tak chhupe rahoge ab saamne to aao ye berukhi tumhari mujhko nahin gawara aawaz dene wale aawaz de dobara main aisi ragini hoon jisko na koi gaye wo saaz e gham hoon jiski aawaz dil dhukhaye main hoon wo raaz jisko koi samjh na paye wo dastaan hoon main hothon pe jo na aaye ab aur kya bataun samjho mera ishara tum arzoo ho meri main khwab hoon tumhara tum meri zindagi ho tumko bhulaun kaise jis dil mein tum base ho usko mitaun kaise rasta nahin hai koi manzil ko paun kaise afsana bekashi ka tumko sunaun kaise ghabra ke mar na jaun de do mujhe sahara aawaz dene wale aawaz de dobara
sitaare doob chale raat dhalne waali hai chale bhi aao ke duniyan badalne waali hai tumhe qasam hai na karna meri judai ka ghum hawayen laakh chalen shamma jalne waali hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai ujaale ko tarasti hain nigaahen badi viraan hain ulfat ki raahen kahan hai kahan hai chaand mere tu kahan hai mohabbat ki bas itni dastan hai maza milne ka aata hai bichhad ke mohabbat rang laati hai ujad ke judai judai do dilon ka imtehaan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai
muddaton ghum pe ghum uthaye hain tab kahin jaake muskuraaye hain ek nigaah e khuloos ki khaatir zindagi bhar fareb khaaye hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehne mein unse zamaane lage hain ye kehne mein unse zamaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai khumaar ab to masjid mein jaane lage hain khumaar ab to masjid mein jaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane
na phoolon ki duniya na taaron ki duniya ye hai bas khayal e baharon ki duniya yahan mast nazaren behakne ko tarsen umangon bhare dil dhadakne ko tarsen ye hai pyaar ke besaharon ki duniya yahan ghum hai laakhon masarrat nahin hai tadapne ki lekin ijaazat nahin hai ye hai ishq ke beqararon ki duniya na phoolon ki duniya na taaron ki duniya ye hai bas khayal e baharon ki duniya aaaa aaa aaaaa payaliya bawari baaje payaliya mori jhanana jhanana jhana jhananana baajeeeee payaliya bawari baaje aaa aaa aaa aaaa aaa aaj sakhi more pee ghar aaye aaaa aaaaa aaaa aaj sakhi more pee ghar aaye dekh dekh chhab jiyaraa jaye baar baar mora man laharaye payaliya bawari baaje jhanana jhanana jhana jhananana baajeeee payaliya mori saat suron ke deep jala ke aa aaa saat suron ke deep jala ke prem been ki dhun par gaa ke aaj nachun main piya ko paa ke payaliya bawari baaje jhanana jhanana jhana jhananana baajeeee aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa
ha ha ha ha ha ha ha ha aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha aaa aa ha ha ha ha pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk choome gagan aa ha ha aa ha ha haa aa ha ha haa jhoom uthi aasha ki ghata naach utha ulfat ka chaman phool bhi dekh ke roop tumhaara jaaneman sharma hi gaye pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye deep khushi ke dil mein jale ghum ke ghanere saaye dhale lagta hai aisa paa ke tumhen duniya hai jaise paanv tale hooo preet ke geet wafaaon ke naghmein saare jag pe chhaa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye jaan se pyaara hai ye safar shaam hai apni apni sahar aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kaid se panchi chhoot gaye door hua sayyaad ka dar pyaar ki mauj mein doob ke do dil aaj
saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main mere geet ko geet na samjho pyaar ki hai ye sargam mere raag ke har ik sur mein ghoongharoo bole chham chham preet ki lai par jhoom ke naacho ab na karo inkaar hooo ab na karo inkaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main prem taraana rang pe aaya roop ne li angdaayi taal pe mann ki jhaanjhar chhanki jhaanjhar chhanki jhanan jhanan jhan sa ni da pa ma pa ga ma pa ma ga re sa sa pa ni re sa pa ni re sa pa ni re sa taal pe mann ki jhaanjhar chhanki patli kamar bal khaayi kamar bal khaayi sudh budh kho kar bekhud ho kar naach uthi gulnaar hoooo naach uthi gulnaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar saaz ho tum aawaaz hoon main tan man jhoome gagan ko chume preet huyi matwaali
so ja tu so jaa a a aa aa o oo oo oo so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so jaaa aa raaj dulaare so jaaa so jaa tu so jaa so jaa tujhpe nichhawar chilman karun main teri balaayen le ke marun main lag jaayen mujhko dukh tere saare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aakaash waale teri duhaayi jhukne na paaye meri kamaayi naiyya na doobe aa kar kinaare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aa hoo oooo so jaa so jaa so jaa
so ja tu so jaaaaa hooooo so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu so ja so ja phule phale tu o laal mere choome zamaana kadmon ko tere sadke hon tujh par chaand sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja so ja so ja
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
Tasveer Banata Hoon
tum ishq ki mehfil ho tum husn ka jalwa ho yaa saaz e mohabbat par chheda hua nagma ho ek baar phir kaho zara shayir ho musavvir ho maaloom nahin kya ho lagta hai mujhe aisa tum meri tamanna ho ek baar phir kaho zara zulfen hain ghata jaisi chehra hai kanwal jaisa marmar ka badan pyaara marmar ka badan pyaara hai taaj mahel jaisa jaise tumhein kudrat ne haathon se banaaya ho haathon se banaaya ho tum ishq ki mehfil ho tum husn ka jalwa ho yaa saaz e mohabbat par chheda hua nagma ho ek baar phir kaho zara tum kya mile ulfat kiiii tasveer nazar aayi mujhko mere khwabon ki taabeer nazar aayi bharta nahin dil jisse tum aisa nazaara ho tum aisa nazaara ho shayir ho musavvir ho maaloom nahin kya ho lagta hai mujhe aisa tum meri tamanna ho ek baar phir kaho zara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ghum Kal Khushi Hai Yahi Zindagi Jawab (1955) 02:53 16522
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:53   Song Number : 16522   

Allah Tere Saath Hai Love And God (1986) 05:28 38119
 
Poster of Love And God (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nimmi, Sanjeev Kumar
Duration : 05:28   Song Number : 38119   

Badi Pyaari Kahani Hai Do Roti (1957) 02:47 36570
 
Poster of Do Roti (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Johny Walker
Duration : 02:47   Song Number : 36570   

Bhula Nahin Dena Bara-dari (1955) 03:18 12837
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Ajeet
Duration : 03:18   Song Number : 12837   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Dil Ki Mehfil Saji Saaz Aur Awaz (1966) 03:10 14099
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:10   Song Number : 14099   

Dulhan Ban Ke Aayi Saaz Aur Awaz (1966) 03:44 13159
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 13159   

Kisne Mujhe Sada Di Saaz Aur Awaz (1966) 04:58 36456
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:58   Song Number : 36456   

Mohabbat Ki Bas Itni Bara-dari (1955) 04:12 12838
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Ajeet, Geeta Bali
Duration : 04:12   Song Number : 12838   

Mujhe Phir Wohi Hariharan 05:23 38834
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:23   Song Number : 38834   

Na Phoolon Ki Duniya Saaz Aur Awaz (1966) 07:30 36321
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 07:30   Song Number : 36321   

Pyaar Ki Raah Bahaar Ki Manzil Saaz Aur Awaz (1966) 03:33 38876
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:33   Song Number : 38876   

Saaz Ho Tum Aawaaz Hoon Saaz Aur Awaz (1966) 05:41 12462
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Patdip
Duration : 05:41   Song Number : 12462   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Adult) Jawab (1955) 04:18 13724
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:18   Song Number : 13724   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Child) Jawab (1955) 02:43 12083
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:43   Song Number : 12083   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Tasveer Banata Hoon Jagjit Singh 06:03 38316
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 38316   

Tum Ishq Ki Mehfil Ho Saaz Aur Awaz (1966) 04:20 38846
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 04:20   Song Number : 38846   
Karaoke Songs of khumar barabankawi, Sad Songs of khumar barabankawi, Love Songs of khumar barabankawi, Dance Songs of khumar barabankawi, Hip-hop songs of khumar barabankawi, Best songs of khumar barabankawi, Super hit songs of khumar barabankawi, hit songs of khumar barabankawi, duet songs of khumar barabankawi, solo songs of khumar barabankawi, old songs of khumar barabankawi, famous songs of khumar barabankawi, Hindi Karaoke Songs of khumar barabankawi, Hindi Sad Songs of khumar barabankawi, Hindi Love Songs of khumar barabankawi, Hindi Dance Songs of khumar barabankawi, Hindi Hip-hop songs of khumar barabankawi, best Hindi songs of khumar barabankawi, super hit Hindi songs of khumar barabankawi, hit Hindi songs of khumar barabankawi, duet Hindi songs of khumar barabankawi, solo Hindi songs of khumar barabankawi, old Hindi songs of khumar barabankawi, famous Hindi songs of khumar barabankawi, Sing Along Songs of khumar barabankawi, Sing Along Sad Songs of khumar barabankawi, Sing Along Love Songs of khumar barabankawi, Sing Along Dance Songs of khumar barabankawi, Sing Along Hip-hop songs of khumar barabankawi, Sing Along Best songs of khumar barabankawi, Sing Along Super hit songs of khumar barabankawi, Sing Along hit songs of khumar barabankawi, Sing Along duet songs of khumar barabankawi, Sing Along solo songs of khumar barabankawi, Sing Along old songs of khumar barabankawi, Sing Along famous songs of khumar barabankawi